Sabtu, 19 Mei 2012

Koi Ladki Hai ( Dil To Pagal Hai - 1997 )


Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom....

Ghode jaisi chaal haathi jaisi dum 
O saawan raja kahaan se aaye tum
Ghode jaisi chaal haathi jaisi dum 
O saawan raja kahaan se aaye tum

Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom

Koi ladki hai jab vo hansti hai
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Koi ladki hai jab vo hansti hai
Baarish hoti hai chhanar chhanar chhumchhum
Koi ladki hai jab vo hansti hai
Baarish hoti hai chhanar chhanar chhumchhum

Koi ladka hai jab vo gaata hai
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Arre koi ladka hai jab vo gaata hai
Saawan aata hai ghumar ghumar ghumghoom
Koi ladka hai jab vo gaata hai
Saawan aata hai ghumar ghumar ghumghoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom

Ho ho ho ho
Hey hey hey hey

Baadal jhuke jhuke se hain
Raste ruke ruke se hain
Kya teri marzi hai megha
Par hum ko jaane na dega
Aage hai barsaat peechhe hai toofan
Mausam beimaan kahaan chale humtum
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom

Koi ladki hai jab vo hansti hai
Baarish hoti hai chhanar chhanar chhumchhum
Koi ladka hai jab vo gaata hai
Saawan aata hai ghumar ghumar ghumghoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom

Ho ho ho ho
Hey hey hey hey

Ambar jhuka jhuka sa hai
Sab kuchh ruka ruka sa hai
Chhaya samaa kitna pyaara
Saawan ka samjho ishaara
Aise mausam mein tum bhi kuchh kaho
Tum bhi kuchh karo khadi ho kyon gumsum
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom

Ghode jaisi chaal haathi jaisi dum 
O saawan raja kahaan se aaye tum
Ghode jaisi chaal haathi jaisi dum 
O saawan raja kahaan se aaye tum

Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom

Koi ladki hai jab vo hansti hai
Baarish hoti hai chhanar chhanar chhumchhum
Koi ladka hai jab vo gaata hai
Saawan aata hai ghumar ghumar ghumghoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom
Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom

Ho ho ho ho
Hey hey hey hey
Ho ho ho ho
la la la...

Are Re Are ( Dil To Pagal Hai - 1997 )


Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana
Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana

Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana
Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana

Haath mera thaam lo saath jab tak ho
Baat kuchh hoti rahe baat jab tak ho
Saamne baithe rahe tum raat jab tak ho
Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana

Naam kya hai kya kahein dil ke mausam ko
Aag jaise lag gayi aaj shabnam ko
Aise lagta hai kisine chhoo liya humko
Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana
Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana

Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana
Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana

Tum chale jaao zara hum sambhal jaayein
Dhadkanein dil ki sahi naam cahl jaayein
Waqt ke aage kahin na hum nikal jaayein
Arre re arre ye kya hua koi na pehchaana

Hum mein tum mein kuchh to hai kuchh nahin hai kya
Aur kuchh ho jaaye to kuchh yakeen hai kya
Dekh lo ye dil jahaan tha ye wahin hai kya
Arre re arre ye kya hua maine na ye jaana
Arre re arre ban jaaye na kahin koi afsaana

Arre re arre kuchh ho gaya koi na pehchaana
Arre re arre banta hai to ban jaaye afsaana
lalalalala.....

Le Gayi Le Gayi ( Dil To Pagal Hai - 1997 )


Mujhko hui na khabar 
Chori chori chup chup kar 
Kab pyaar ki pehli nazar haaiGirl + Chorus : 
Le gayi le gayi 
Dil le gayi 
Le gayi le gayi 
Dil le gayi le gayi 
Mujhko hui na khabar 
Chori chori chup chup kar 
Kab pyaar ki pehli nazar haiGirl Chorus + Male Chorus : 
Le gayi le gayi He he 

Dil le gayi le gayi 
He he 
Le gayi le gayi 
He he 
Dil le gayi le gayi 
He he 
Le gayi le gayi 
He he 
Dil le gayi le gayi 

Pyaar ki pheli pheli 
Is aankh micholi mein hai 
Pyaar ki pheli pheli 
Is aankh micholi mein 
Bin soche jaa bari mein naino ki doli meinGirl : 
Ab lagta hai mujhko par 
Chori chori chup chup kar 
Kab pyaar ki pehli nazar hai 
Le gayi le gayi 
He he 
Dil le gayi le gayi 
He he 
Le gayi le gayi 
He he 
Dil le gayi le gayi 

Bikhri bikhri zulfe 
Yeh behki behki chaal 
Haal ye mera dekhenge puchenge log savaal 
Ab jaau mein kaise ghar 
Chori chori chup chup kar 
Kab pyaar ki pehli nazar hai 
Le gayi le gayi 
He he 
Dil le gayi le gayi 
He he 

Dil le gayi le gayi 
He he 

Dil le gayi le gayi 
He he 

Dil le gayi le gayi 
He he 
Dil le gayi le gayi 
Mujhko hui na khabar 
Chori chori chup chup kar 
Kab pyaar ki pehli nazar hai 
Le gayi le gayi 
He he 

Le gayi le gayi 
He he 

Le gayi le gayi 
He he 
Dil le gayi le gayi 
Mujhko hui na khabar 
Chori chori chup chup kar 

Mujhko hui na khabar 
Chori chori chup chup kar 
Kab pyaar ki pehli nazar hai